संदेश

ipl 2020 लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

The Success Story Of Mumbai Indians | Motivation Video | IPL 2020 | Stories Ke Sath

Winners कभी हार नहीं मानते और हार मानने वाले कभी Winners नहीं केहेलाते In Pankiyoko ko hume mumbai indians k aalava aur kon samja sakta h Haar na maane ka jasba aur bina dare mushkilo ka samna karna hume mumbai indians ne hi toh sikhaya hai Aur Isilye aaj mumbai indians ipl ki the most successful teams mai se ek hai Is team se Hum bohot si baate sikh k apne life mai implement kar sakte h  Aaiye Jante Mumbai Indians k life lessons. 1. Learn from your failures and don’t give up on anything. 2008 aur 2009 Mumbai Indians k kuch khas nahi tha . 2008 k Shurvati Dino mai hi Sachin Tendulkar injured ho gaye aur unhe team se baher jana pada .   2008 mai hi mumbai ne 3 captain change kiye aur iska performe unke team total pe pada aur mumbai indians 7 win aur 7 loss k baad 5 paidan pe rahi . 2009 mai toh Mumbai indians ki haalth aur bhi kharab rahi aur 5 wins Or 9 loss k baad mumbai 7th rank pe rahi .  Mumbai Ne apne struggle aur apne galti yo se sikh k aage badna sahi samja...