संदेश

poor लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

दुनिया का सब से अमीर लड़का | Life Lesson Story I Stories Ke Sath

चित्र
Bohot pehele ki baat h , Ek ladka tha uski family bohot amir thi . Ek din pitna ne apne ladke ko ghar k baher trip pe le gaye .  Pita ko apne ladke ko ye dikhana tha k duniya mai garib log kaise jite h. Toh vo ghumte ghumte ek gaav mai pohoche Jaha unhe ek family dikhi jo kheti kar rahi thi  Pita ne apne ladke ko us family k sath kuch din time spend karne bola  Taki usse samj aajaye duniya mai kitne struggle hote h  Kuch dino baad pita apne ladke ko waha lene pochoche. Raste mai pita ne apne ladke se pucha ke usko ye trip pasand aai k nahi . Bohot aachi thi trip , ladke ne jawab diya , Tumhe pata chal gaya k duniya mai garib log kaise rehete h ? Ha mai samj gaya dad . Ladke ne jawab diya . Pita ne apne ladke se aur detail mai apni trip k bare mai batane ko kaha  Tabhi ladke ne kaha  Hamre pass 1 dog h unke pass 4 hai  Humre pass swming pool h unke pass puri nadi h jiska koi ant nahi  Hum khana kharid te vo khana ugate h , Hamre pass badi badi diw...