दुनिया का सब से अमीर लड़का | Life Lesson Story I Stories Ke Sath

Bohot pehele ki baat h ,

Ek ladka tha uski family bohot amir thi .





Ek din pitna ne apne ladke ko ghar k baher trip pe le gaye . 

Pita ko apne ladke ko ye dikhana tha k duniya mai garib log kaise jite h.

Toh vo ghumte ghumte ek gaav mai pohoche

Jaha unhe ek family dikhi jo kheti kar rahi thi 

Pita ne apne ladke ko us family k sath kuch din time spend karne bola 

Taki usse samj aajaye duniya mai kitne struggle hote h 


Kuch dino baad pita apne ladke ko waha lene pochoche.

Raste mai pita ne apne ladke se pucha ke usko ye trip pasand aai k nahi .

Bohot aachi thi trip , ladke ne jawab diya ,

Tumhe pata chal gaya k duniya mai garib log kaise rehete h ?

Ha mai samj gaya dad . Ladke ne jawab diya .

Pita ne apne ladke se aur detail mai apni trip k bare mai batane ko kaha 

Tabhi ladke ne kaha 

Hamre pass 1 dog h unke pass 4 hai 
Humre pass swming pool h unke pass puri nadi h jiska koi ant nahi 
Hum khana kharid te vo khana ugate h ,
Hamre pass badi badi diware hume protect karne k liye 

Unko diwaro ki jarurat nahi h , uske frds hi unko protect karte h 

Hamre pass balcony h unke pass pura horizon h .

Hamre pass mengi mengi ligihts h unke pass aasman K Stars h 


Ye sunke uske dad bohot chokh gaye . Unne ek shab tak nahi nikala . 

Tabhi uska ladka bolta h , 


Thank you dad muze dikhane k liye k hum kitne garib h . 


Dosto 

Life mai paisa hi sab kuch nahi hota , 

Paisa just ek number h , love , friendship , happiness usse kai jada valuable h . 

Apna nazariya badlo duniya apne aap tumhe badli hui dikhegi .

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हीरो का इतिहास | Facts & Stories | Stories Ke Sath

The Success Story Of Mumbai Indians | Motivation Video | IPL 2020 | Stories Ke Sath