Biography of CarryMinati | कैसे बने भारत के सबसे बड़े YouTuber | Stories Ke Sath
जितना बड़ा सपना होगा
उतनी बड़ी तकलीफ़े होंगी,
और
जितनी बड़ी तकलीफ़े होंगी,
उतनी बड़ी कमायबी होगी.
Carryminati k liye ye panktiya ekdam fit baithi hai. Carry urf ajay nager ne Apne 21 saal k umer mai, aisi saflta pa li jo bade se bade log zindigi bhar menat kar k bhi nahi hasil kar pate.
Par is mukam pe pohoch ne k liye carry ne apne life mai bohot se sacrifices kiye .
Aaj hum Carry ki life ko aur bhi aache se jange , toh video end tak jarur dekhna.
Toh chalo aao Sunte hai.
Ajay ka Janam 12 june 1999 mai Delhi ke farida baad mai hua.. Ajay ko pehele se padhia mai maan nahi rehta tha.
Vo padai se jada football aur gaming mai ruchi rakhta tha. But aajay ko ye nahi pata tha uski ye ruchi ek din uski life change karne wali thi ..
Jab ajay 11 saal ka tha usne aapna pehela YouTube channle stealth fears naam se khola.. jismai aajay football ke tricks ke baare videos upload kiya karta tha . Uss samay football ke aise videos bade trend hua karte the. But ajay ka usmai luck nahi tha, uska channel kuch khas nahi kar paya aur isilye usne apna dusrA channel Addicted1 naam se khola diya . Uss channel mai aajay gaming k videos ke sath apna reactions upload karta tha.
Aur 2015 mai aajay ne apne channel ka naam addictive १ se Carrydeol kar diya. Uss channel pe aajay counter strike video games ki recordings sunny deol mai upload kiya karta tha..
Bohot se video’s upload karne baad aajay ko realise hua ki uske videos mai log game dekhne nahi toh uski commentary sunne aate the aur isi baat ko dhyan mai rakh ke Ajay ne apni videos mai Dusre youtubers ki Rosting chalu ki jo logo ko bohot pansd aai .. aur apna channel grow hota dekh Ajay ne last baar apna channel ka naam change kar k CarryMinati rakh diya.
Aajay ne apana pura maan YouTube pe laga liya tha isilye ghar valo se baat kar aaj ne 12th se drop out le liya aur apna puta time yourube ko as carrear banene mai laga diya aur aisehi videos upload karta gaya.
Aajay ko aasli success 31st may 2016 ko mili . Jab aajay ne tabhi ke trending chal rahe YouTube sensation BB ki vines ki rosting apne videos mai ki.
Aajay ka vo video bohot logo ne pasand kiya aur aajay ka channel us 1 videos k vajah se dugni speed mai grow hona chalu hua..
BB ki Vines roasting video ke baad aajay ke usi saal yaani 2016 mai 100000 subscribe pure hue .
Phir kya aajay ne kabhi piche mood kar nahi dekha ..
2017 mai aajay ne 1 million yani k 10kh subscribe par kar liye. videos k sath sath aajay ka YouTube se bhi kafi earnings hone lagi.
April 2020 tak toh aajay ke 10 million yaani 1 crore subscribe ho gaye ghe.
Ab tak toh aajay ko india mai bohot se log janne lag gaye the but aajay ka sab se bada dhamaka abhi baaki tha.
May 2020 ko aajan ne YouTube Vs Tiktok - the end ka video upload kiya jo pure india mai raato raato viral ho gaya . Ajay ka vo video india ka most liked (non music) video ban gaya . Aur Ajay ki popularity aasaman chune lag gai.
Likes ke sath sath aajay k subscribers bhi rato rat badh gaye . 24 hrs k under carry k 1.3million yaani 13lakh subscribers badhe jo ki aaj tak pure world mai Kisi bhi YouTube creator nahi hua h. aur Ajay k naam Most Subscriber in 24hrs ka Word Record ban gaya . jo Tutna mumkin nahi lag raha .
But jitna jaldi video viral hua itni jaldi YouTube ne us video ko cyberbullying and abusive language k vajah se delete kar diya. Aur is video pe bohot si controversies hui. But aajay kaha rukne wala mai se ek tha . Itni saari controversy k beech aajan ne Yalgara sang release kiya jo vapis india ka most liked video ever ban gaya with over 12 minions likes .
Aaj aajay india k most subscribed individual creator ban chuka h with over 24.4 million subscribers. Aur aajay ka second channel carry lives bhi 7.11 million subscriber paar kar chuka h .
Aajay world ke 24th rank pe aata hai for most subscriber individual creator.
Aajay ki networth around 3.3miion dollars yaani 30 cr k aas pass hai .
21 saal k umar mai aaja urf carryminati india k sabse bade YouTube sunseation ban gaye
Vidoe aachaa lage toh like share and subscribe
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें